Pyar, Matlab aur Saath

Aksar Log haath chod dete hai, 
matlab pura hone k baad,
Sochti hu ye mein ab kya 
Matlabi tha wo pyar, wo saath.
Baatein karte the khub, yu hi yaha waha 
Ab to kuch nhi pata hame unki
Aur na un ko yaad hamari koi baat.
Tanha nhi the hum, aur khush hi the zindagi se
Man tha ki mana hi nahi kisi ki
Lo ho gye khaali din aur suni raat.
Bawandar hai soch ke, tez hai yaadon ki hawayein
Bas ek Jhonka jor ka, aur bhuz jaye Jyoti ki baat.

Comments

  1. सच मे, आपकी लेखनी बताती है कि आप एक बुद्धिजीवी है....

    आपको प्रणाम..🙏

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Nahi pata...

It's just Alright....

बेनाम रिश्ता